Softwares

Wednesday 22 January 2014

Aankhain shayari

Saaqi dekh zamane ne,kaisi tohmat lagae hai,
aankhain teri nashheli hai, sharabi mjhe kehte hai





Ishq ujraat talab na tha warna
hamray nain teray mukh per nokri kertay






uff wo aankhain bala ki ankhain hai
saray daaway shaheed ker dalay



teri aankho ki terha gehza tha
zakham bhernay my bohaat dair lagi



saari raat ki jaagi aankhain
college my kia perhti hogi.....
   


Qayamay khaiz hai aankhain tumhari
tum aakhir khwab kis k dekhti ho


us shaks ny aankho se tableeg hi yu ki
k main bina sochay mohabbat pe emaan ly aya






No comments:

Post a Comment