Wo mera hai ya nahi ab kya istihara karun?
Tamam log daikhte hain nazar bhr k usay Kaha hai usne k mein har roz aaun ga milne
Kya mein us k liye har roz ghar sanwara karun?
To q na roz uski nzar utara karun?
Jo ban gaye hain mere liye wisaal e jaan
Mein sochta hun k un sb se ab kinara karun
Wo meri zindgi hai or dusroon k sath rahay
Ye be rukhi mein bhala kis tarah
gwara karun??
No comments:
Post a Comment